आज मैं जवान हो गई हूँ
गुल से गुलिस्तान हो गई हूँ
ये दिन ये साल ये महिना ओ मिट्ठू मियाँ
भुलेगा मुझ को कभी न
आज मैं …
डगमगा रहे हैं पाँव ऐसे
चल रही हूँ मैं हवा में जैसे
ज़ुल्फ़ ये बिखर गई है कैसे
मैं तो परेशान हो गई हूँ
आज मैं …
मैं तो इक क़सम थी टूटी कैसे
जिस ने चैन लूटा नींद लूटी
जिस की बात पर मैं हूँ रूठी
उस पे मेहरबान हो गई हूँ
आज मैं …
āj maiṅ javān ho gaī hūṇ
gul se gulistān ho gaī hūṇ
ye din ye sāl ye mahinā o miṭṭhū miyāṇ
bhulegā mujh ko kabhī na
āj maiṅ …
ḍagamgā rahe haiṅ pāṇv aise
chal rahī hūṇ maiṅ havā meṅ jaise
zulf ye bikhar gaī hai kaise
maiṅ to pareśhān ho gaī hūṇ
āj maiṅ …
maiṅ to ik qasam thī ṭūṭī kaise
jis ne chain lūṭā nīṅd lūṭī
jis kī bāt par maiṅ hūṇ rūṭhī
us pe meharbān ho gaī hūṇ
āj maiṅ …