आज की रात ये कैसी रात कि हमको नींद नहीं आती
र: ( आज की रात ये कैसी रात कि हमको नींद नहीं आती
मेरी जाँ आओ बैठो पास कि हमको नींद नहीं आती ) -2
आज की रात …
सा: हे ये आज तुम्हें क्या हो गया है
उफ़ तुम अपने दिल को समझाओ ना
र: मचल उठा ये दिल नादाँ बड़ा ज़िद्दी बड़ी मुश्किल -2
ख़ुदा को भी मना लूँ मैं मगर माने ना रूठा दिल
तुम्हीं देखो करो कोई बात कि हमको नींद नहीं आती
मेरी जाँ आओ बैठो …
सा: सुनो मेरी एक बात मानोगे
मानोगे ना
तुम्हें अंधेरे में नींद नहीं आती तो
तो लो मैं रोशनी किए देती हूँ
र: अंधेरा है तो रहने दो मुजस्सिम चाँदनी हो तुम -2
न जाए रोशनी तुमसे कि ऐसी रोशनी हो तुम
न सीने से हटाओ हाथ कि हमको नींद नहीं आती
मेरी जाँ आओ बैठो …
सा: मारूँगी हाँ
ra: ( āj kī rāt ye kaisī rāt ki hamko nīṅd nahīṅ ātī
merī jāṇ āo baiṭho pās ki hamko nīṅd nahīṅ ātī ) -2
āj kī rāt …
sā: he ye āj tumheṅ kyā ho gayā hai
uf tum apne dil ko samjhāo nā
ra: machal uṭhā ye dil nādāṇ baṛā ziddī baṛī muśhkil -2
khudā ko bhī manā lūṇ maiṅ magar māne nā rūṭhā dil
tumhīṅ dekho karo koī bāt ki hamko nīṅd nahīṅ ātī
merī jāṇ āo baiṭho …
sā: suno merī ek bāt mānoge
mānoge nā
tumheṅ aṅdhere meṅ nīṅd nahīṅ ātī to
to lo maiṅ rośhnī kie detī hūṇ
ra: aṅdherā hai to rahne do mujassim chāṇdnī ho tum -2
na jāe rośhnī tumse ki aisī rośhnī ho tum
na sīne se haṭāo hāth ki hamko nīṅd nahīṅ ātī
merī jāṇ āo baiṭho …
sā: mārūṇgī hāṇ