Aaj kee raat piyaa dil naa todo

आज की रात पिया दिल ना तोडो
Work
Year
Language

आज की रात पिया दिल ना तोडो
मन की बात पिया मान लो

दिल की कहानी, अपनी ज़ुबानी, तुमको सुनाने आई हूँ
आँखों में ले के सपने सुहाने, अपना बनाने आई हूँ
छोड़ के साथ पिया मुँह ना मोड़ो, मन की बात ...

चंदा भी देखे, तारें भी देखे, हम को गगन की ओट से
घायल किया है दिल तुमने मेरा, मीठी नज़र की चोट से
थाम के हाथ पिया, यूँ ना छोड़ो, मन की बात ..

āj kī rāt piyā dil nā toḍo
man kī bāt piyā mān lo

dil kī kahānī, apnī zubānī, tumko sunāne āī hūṇ
āṇkhoṅ meṅ le ke sapne suhāne, apnā banāne āī hūṇ
chhoṛ ke sāth piyā muṇh nā moṛo, man kī bāt ...

chaṅdā bhī dekhe, tāreṅ bhī dekhe, ham ko gagan kī oṭ se
ghāyal kiyā hai dil tumne merā, mīṭhī nazar kī choṭ se
thām ke hāth piyā, yūṇ nā chhoṛo, man kī bāt ..