Aaj ham apnee duaaon kaa asar dekhenge

आज हम अपनी दुआओं का असर देखेंगे
Work
Year
Language

आज हम अपनी दुआओं का असर देखेंगे
तीर-ए-नज़र देखेंगे, ज़ख्म-ए-जिगर देखेंगे (2)

आप तो आँख मिलाते हुए शरमाते हैं,
आप तो दिल के धड़कने से भी डर जाते हैं
फिर भी ये ज़िद्द्‌्‌ है के हम ज़ख्म-ए-जिगर देखेंगे,
तीर-ए-नज़र देखेंगे, ज़ख्म-ए-जिगर देखेंगे (2)

प्यार करना दिल-ए-बेताब बुरा होता है
सुनते आये हैं के ये ख्वाब बुरा होता है
आज इस ख़्वाब की ताबीर मगर देखेंगे
तीर-ए-नज़र देखेंगे, ज़ख्म-ए-जिगर देखेंगे (2)

जानलेवा है मुहब्बत का समा आज की रात
शमा हो जयेगी जल जल के धुंआ आज की रात
आज की रात बचेंगे तो सहर देखेंगे (2)
तीर-ए-नज़र देखेंगे, ज़ख्म-ए-जिगर देखेंगे (2)

āj ham apnī duāoṅ kā asar dekheṅge
tīr-e-nazar dekheṅge, zakhm-e-jigar dekheṅge (2)

āp to āṇkh milāte hue śharmāte haiṅ,
āp to dil ke dhaṛakne se bhī ḍar jāte haiṅ
phir bhī ye zidd‌‌ hai ke ham zakhm-e-jigar dekheṅge,
tīr-e-nazar dekheṅge, zakhm-e-jigar dekheṅge (2)

pyār karnā dil-e-betāb burā hotā hai
sunte āye haiṅ ke ye khvāb burā hotā hai
āj is khvāb kī tābīr magar dekheṅge
tīr-e-nazar dekheṅge, zakhm-e-jigar dekheṅge (2)

jānlevā hai muhabbat kā samā āj kī rāt
śhamā ho jayegī jal jal ke dhuṅā āj kī rāt
āj kī rāt bacheṅge to sahar dekheṅge (2)
tīr-e-nazar dekheṅge, zakhm-e-jigar dekheṅge (2)