Aaj apnee mehanton kaa mujhko samraa mil gayaa

आज अपनी मेहनतों का मुझको समरा मिल गया
Work
Year
Language

हाय
( आज अपनी मेहनतों का
मुझको समरा (?) मिल गया ) -2
किसमें सुख खोया हुआ था मैं -2
वो सहरा मिल गया
आज अपनी

रह गया

रह गया मिलने से क्‌या
जब चैन दिल का मिल गया

फूल ये आधा गया
तो बाग़ सारा मिल गाया
फूल ये आधा गया
तो

सूखे पत्ते
सूखे पत्ते झाड़ कर
सर-सब्ज़ होते हैं शज़र
जितना कुछ लुटता रहा
उससे जियादा मिल गया
जितना कुछ लुटता

आरज़ू
आरज़ू तस्कीन-ए-दिल को
आरज़ू-ए-एहतमात

ये ना सोचो क्‌या न पाया
ये कहो क्‌या मिल गया

आज अपनी मेहनतों का
मुझको समरा (?) मिल गया

hāy
( āj apnī mehantoṅ kā
mujhko samrā (?) mil gayā ) -2
kismeṅ sukh khoyā huā thā maiṅ -2
vo sahrā mil gayā
āj apnī

rah gayā
ā
rah gayā milne se k‌yā
jab chain dil kā mil gayā
ā
phūl ye ādhā gayā
to bāġh sārā mil gāyā
phūl ye ādhā gayā
to

sūkhe patte
sūkhe patte jhāṛ kar
sar-sabz hote haiṅ śhazar
jitnā kuchh luṭtā rahā
usse jiyādā mil gayā
jitnā kuchh luṭtā

ārazū
ārazū taskīn-e-dil ko
ārazū-e-ehatmāt
ā
ye nā socho k‌yā na pāyā
ye kaho k‌yā mil gayā

āj apnī mehantoṅ kā
mujhko samrā (?) mil gayā