Aaiye meharbaan, baithiye jaan-e-jaan

आइये मेहरबाँ, बैठिये जान-ए-जाँ
Year
Language

आइये मेहरबाँ, बैठिये जानए-जाँ
शौक़ से लीजिये जी, प्यार का इम्तहाँ
आइये मेहरबाँ …

देख मचल के जिधर, बिजली गिरा दे उधर
किसका जला आशियाँ, बिजली को ये क्‌या खबर
आइये मेहरबाँ …

कैसे हो तुम नौजवाँ, इतने हसीं महमाँ
कैसे करूँ मैं बयाँ, दिल की नहीं है ज़ुबाँ
आइये मेहरबाँ …

āiye meharbāṇ, baiṭhiye jānae-jāṇ
śhauq se lījiye jī, pyār kā imthāṇ
āiye meharbāṇ …

dekh machal ke jidhar, bijlī girā de udhar
kiskā jalā āśhiyāṇ, bijlī ko ye k‌yā khabar
āiye meharbāṇ …

kaise ho tum naujvāṇ, itne hasīṅ mahmāṇ
kaise karūṇ maiṅ bayāṇ, dil kī nahīṅ hai zubāṇ
āiye meharbāṇ …