Aaine ke sau tukare karke hamne dekhe hain

आइने के सौ टुकड़े करके हमने देखे हैं
Work
Year
Language

आइने के सौ टुकड़े करके हमने देखे हैं -2
एक में भी तन्हा थे ( सौ में भी अकेले हैं ) -2
आइने के सौ टुकड़े …

जो बना था एक साथी वो भी हमसे छूटा है
बेवफ़ा नहीं जो वो ( फिर क्‌यूँ हमसे रूठा है ) -2
खोई खोई आँखों में आँसुओं के मेले हैं
एक में भी तन्हा थे …

उसका क्‌या हाल होगा यही ग़म सताता है
( दर्द बढ़ता जाता है ) -2
ज़िन्दगी की राहों में लोग हमसे खेले हैं
एक में भी तन्हा थे …

हर तरफ़ उजाला है दिल में एक अंधेरा है
सामने वो कब आएगा ( जो छुपा सवेरा है ) -2
मेरा दिल जिगर देखो कितने दर्द झेले हैं
एक में भी तन्हा थे …

āine ke sau ṭukaṛe karke hamne dekhe haiṅ -2
ek meṅ bhī tanhā the ( sau meṅ bhī akele haiṅ ) -2
āine ke sau ṭukaṛe …

jo banā thā ek sāthī vo bhī hamse chhūṭā hai
bevafā nahīṅ jo vo ( phir k‌yūṇ hamse rūṭhā hai ) -2
khoī khoī āṇkhoṅ meṅ āṇsuoṅ ke mele haiṅ
ek meṅ bhī tanhā the …

uskā k‌yā hāl hogā yahī ġham satātā hai
( dard baṛhtā jātā hai ) -2
zindgī kī rāhoṅ meṅ log hamse khele haiṅ
ek meṅ bhī tanhā the …

har taraf ujālā hai dil meṅ ek aṅdherā hai
sāmne vo kab āegā ( jo chhupā saverā hai ) -2
merā dil jigar dekho kitne dard jhele haiṅ
ek meṅ bhī tanhā the …