Aaeenaa aaeenaa too bataa de zaraa ... k‌yaa mere yaar ko bhaae chehraa

आईना आईना तू बता दे ज़रा ... क्‌या मेरे यार को भाए चेहरा
Work
Year
Language

आईना आईना तू बता दे ज़रा
क्‌या मेरे यार को भाए चेहरा मेरा
आईना आईना तू …

सच है क्‌या झूठ क्‌या यह कर फ़ैसला
क्‌या मेरे यार को …

मैं तो जानूं हाल सारे अपने जिया के
ये न जानूं क्‌या दिल में पिया के
ऐ हवा ऐ घटा तू ही संदेश ला
क्‌या मेरे यार को …

क्‌या मैं हूँ पसन्द उन्हें भेद ज़रा खोल दे
नहीं मैं जानूं तू ही अब कुछ बोल रे
देख यूं न सता बात आगे बढ़ा
क्‌या मेरे यार को …

āīnā āīnā tū batā de zarā
k‌yā mere yār ko bhāe chehrā merā
āīnā āīnā tū …

sach hai k‌yā jhūṭh k‌yā yah kar faislā
k‌yā mere yār ko …

maiṅ to jānūṅ hāl sāre apne jiyā ke
ye na jānūṅ k‌yā dil meṅ piyā ke
ai havā ai ghaṭā tū hī saṅdeśh lā
k‌yā mere yār ko …

k‌yā maiṅ hūṇ pasand unheṅ bhed zarā khol de
nahīṅ maiṅ jānūṅ tū hī ab kuchh bol re
dekh yūṅ na satā bāt āge baṛhā
k‌yā mere yār ko …