Aaeee meharbaan, baithie jaanejaan

आईए मेहरबां, बैठिए जानेजां
Year
Language

आईए मेहरबां, बैठिए जानेजां
शौक से लीजिये जी इश्क के इम्तिहान

कैसे हो तुम नौजवाँ, कितने हसीन मेहमाँ
कैसे करूँ मैं बयाँ, दिल की नहीं है जुबाँ

देखा मचल के जिधर, बिजली गिरा दी उधर
किसका जला आशियां, बिजली को ये क्या खबर

āīe meharbāṅ, baiṭhie jānejāṅ
śhauk se lījiye jī iśhk ke imtihān

kaise ho tum naujvāṇ, kitne hasīn mehmāṇ
kaise karūṇ maiṅ bayāṇ, dil kī nahīṅ hai jubāṇ

dekhā machal ke jidhar, bijlī girā dī udhar
kiskā jalā āśhiyāṅ, bijlī ko ye kyā khabr