Aaee deevaalee deep jalaa jaa o matvaale saajnaa

आई दीवाली दीप जला जा ओ मतवाले साजना
Work
Year
Language

आई दीवाली दीप जला जा
ओ मतवाले साजना, ओ मतवाले साजना

घर घर दीपक ऐसे चम्कें जैसे चाँद सितारे
आजा आजा खड़ी पुकारूं में साजन के दवारे
आ मेरे मन का रोग मिटा जा,
ओ मतवाले साजना, ओ मतवाले साजना
आई दीवाली दीप …

आई ख़ुशी की रात सुहानी फूल खिलें गे दिल के
इस नगरी में दो दिल वाले राज करें गे मिलके
मैं तेरी रानी तू मेरा राजा
ओ मतवाले साजना, ओ मतवाले साजना
आई दीवाली दीप …

दौलत्वाले हम कहलाएं घर है न दौलत अपनी
जिस की भैंस उसी की लाठी हाए रे क़िसमत अपनी
इक इक पयाली दूध पिला जा,
जै राम, जै राम, सीता राम

आई दीवाली दीप …

āī dīvālī dīp jalā jā
o matvāle sājnā, o matvāle sājnā

ghar ghar dīpak aise chamkeṅ jaise chāṇd sitāre
ājā ājā khaṛī pukārūṅ meṅ sājan ke davāre
ā mere man kā rog miṭā jā,
o matvāle sājnā, o matvāle sājnā
āī dīvālī dīp …

āī khuśhī kī rāt suhānī phūl khileṅ ge dil ke
is nagrī meṅ do dil vāle rāj kareṅ ge milke
maiṅ terī rānī tū merā rājā
o matvāle sājnā, o matvāle sājnā
āī dīvālī dīp …

daulatvāle ham kahlāeṅ ghar hai na daulat apnī
jis kī bhaiṅs usī kī lāṭhī hāe re qismat apnī
ik ik payālī dūdh pilā jā,
jai rām, jai rām, sītā rām

āī dīvālī dīp …