Aaee bahaar aaj aaee bahaar

आई बहार आज आई बहार्
Work
Year
Language

आ हा हा
आई बहार आज आई बहार
आ आ आ
आई बहार आज आई बहार
गुलशन में
गुलशन में लिये फूलों के हार
आ आ आ
आई बहार आज आई बहार
आ आ आ
आई बहार आज आई बहार
आ हा हा

मेरे दिल में भी ताज़ा उमंगें बढ़ीं -2
आरज़ूयें बढ़ी और कैसी बढ़ीं
लिये फूलों के हार
आई बहार आज आई बहार
आ आ आ
आई बहार आज आई बहार
आ हा हा

( मस्ती से डाली जो यूँ झूम उठीं
इस मस्त से इनकी आँखें लड़ीं ) -2
आज हर फूल पर
आज हर फूल पर है नई ताज़गी
रंग चूखा अनोखा है ख़ुश्बू नई
अन्दलीबें पुकारीं ज्यूँ ही ये सुना
लिये फूलों के हार
आ आ आ
आई बहार आज आई बहार
आ हा हा

आज फूलों का बुलबुल से बियाह होने को है -2
( आज थालों में सन्दल आने को है
आज प्यालों में उबटन आने को है ) -2
आवो तराने छेड़ें नये
आओ मिल-जुल के गाने गायें नये
आओ शादी रचायें शोर हम सब नये
है ये शादी नई
आओ दुनिया बदलने का दिन आ गया
लिये फूलों के हार
आई बहार आज आई बहार
आ आ आ
आई बहार आज आई बहार्

ā hā hā
āī bahār āj āī bahār
ā ā ā
āī bahār āj āī bahār
gulaśhan meṅ
gulaśhan meṅ liye phūloṅ ke hār
ā ā ā
āī bahār āj āī bahār
ā ā ā
āī bahār āj āī bahār
ā hā hā

mere dil meṅ bhī tāzā umaṅgeṅ baṛhīṅ -2
ārazūyeṅ baṛhī aur kaisī baṛhīṅ
liye phūloṅ ke hār
āī bahār āj āī bahār
ā ā ā
āī bahār āj āī bahār
ā hā hā

( mastī se ḍālī jo yūṇ jhūm uṭhīṅ
is mast se inkī āṇkheṅ laṛīṅ ) -2
āj har phūl par
āj har phūl par hai naī tāzgī
raṅg chūkhā anokhā hai khuśhbū naī
andlībeṅ pukārīṅ jyūṇ hī ye sunā
liye phūloṅ ke hār
ā ā ā
āī bahār āj āī bahār
ā hā hā

āj phūloṅ kā bulbul se biyāh hone ko hai -2
( āj thāloṅ meṅ sandal āne ko hai
āj pyāloṅ meṅ ubṭan āne ko hai ) -2
āvo tarāne chheṛeṅ naye
āo mil-jul ke gāne gāyeṅ naye
āo śhādī rachāyeṅ śhor ham sab naye
hai ye śhādī naī
āo duniyā badalne kā din ā gayā
liye phūloṅ ke hār
āī bahār āj āī bahār
ā ā ā
āī bahār āj āī bahār