Aaee aaee sajanvaa ajab ratiyaa

आई आई सजनवा अजब रतिया
Work
Year
Language

आई आई हाँ हाँ
आई आई सजनवा अजब रतिया
आज आई सजनवा अजब रतिया -2

इस रतिया पर बल-बल जावूँ -2
इस रतिया पर प्राअन चढ़ावूँ -2
ऐसी हर रोज़ आती है कब रतिया -2
आई आई हाँ हाँ
आई आई सजनवा अजब रतिया
आज आई सजनवा अजब रतिया -2

चाँदी की रतिया में जड़ते हैं हीरे -2
नीलम की सड़कों पे चलते हैं हीरे -2
नस-नस में समाई ग़ज़ब रतिया
आई आई हाँ हाँ
आई आई सजनवा अजब रतिया
आज आई सजनवा अजब रतिया -2

चाँदी की रतिया में गीत उगत हैं -2
सोने की बगिया में सुपने फलत हैं -2
कैसी सुन्दर सलोनी सुलभ रतिया
आई आई हाँ हाँ
आई आई सजनवा अजब रतिया
आज आई सजनवा अजब रतिया -2

āī āī hāṇ hāṇ
āī āī sajanvā ajab ratiyā
āj āī sajanvā ajab ratiyā -2

is ratiyā par bal-bal jāvūṇ -2
is ratiyā par prāan chaṛhāvūṇ -2
aisī har roz ātī hai kab ratiyā -2
āī āī hāṇ hāṇ
āī āī sajanvā ajab ratiyā
āj āī sajanvā ajab ratiyā -2

chāṇdī kī ratiyā meṅ jaṛte haiṅ hīre -2
nīlam kī saṛkoṅ pe chalte haiṅ hīre -2
nas-nas meṅ samāī ġhazab ratiyā
āī āī hāṇ hāṇ
āī āī sajanvā ajab ratiyā
āj āī sajanvā ajab ratiyā -2

chāṇdī kī ratiyā meṅ gīt ugat haiṅ -2
sone kī bagiyā meṅ supne phalat haiṅ -2
kaisī sundar salonī sulabh ratiyā
āī āī hāṇ hāṇ
āī āī sajanvā ajab ratiyā
āj āī sajanvā ajab ratiyā -2