Aadhaa hai chandrmaa, raat aadhee

आधा है चंद्रमा, रात आधी
Work
Year
Language

आधा है चंद्रमा, रात आधी
रह ना जाए तेरी मेरी बात आधी, मुलाकात आधी

पिया आधी है प्यार की भाषा
आधी रहने दो मन की अभिलाषा
आधे छलके नयन, आधे ढलके नयन
अभी पलकों में भी है बरसात आधी

आस कब तक रहेगी अधूरी
प्यास होगी नहीं क्या ये पूरी
प्यासा प्यासा पवन, प्यासा प्यासा गगन
प्यासे तारों की भी है बारात आधी

सूर आधा ही श्याम ने साधा
रहा राधा का प्यार भी आधा
नैन आधे खिले, होंठ आधे हिले
रही मन में मिलन की वो बात आधी

ādhā hai chaṅdrmā, rāt ādhī
rah nā jāe terī merī bāt ādhī, mulākāt ādhī

piyā ādhī hai pyār kī bhāṣhā
ādhī rahne do man kī abhilāṣhā
ādhe chhalke nayan, ādhe ḍhalke nayan
abhī palkoṅ meṅ bhī hai barsāt ādhī

ās kab tak rahegī adhūrī
pyās hogī nahīṅ kyā ye pūrī
pyāsā pyāsā pavan, pyāsā pyāsā gagan
pyāse tāroṅ kī bhī hai bārāt ādhī

sūr ādhā hī śhyām ne sādhā
rahā rādhā kā pyār bhī ādhā
nain ādhe khile, hoṅṭh ādhe hile
rahī man meṅ milan kī vo bāt ādhī