आ लौट के आजा मेरे मीत, तुझे मेरे गीत बुलाते हैं
आ लौट के आजा मेरे मीत तुझे मेरे गीत बुलाते हैं
मेरा सूना पड़ा रे संगीत तुझे मेरे गीत बुलाते हैं
बरसे गगन मेरे बरसे नयन देखो तरसे है मन अब तो आजा
शीतल पवन ये लगाए अगन
ओ सजन अब तो मुखड़ा दिखा जा
तूने भली रे निभाई प्रीत
तूने भली रे निभाई प्रीत तुझे मेरे गीत बुलाते हैं
आ लौट्…
एक पल है हँसना एक पल है रोना कैसा है जीवन का खेला
एक पल है मिलना एक पल बिछड़ना
दुनिया है दो दिन का मेला
ये घड़ी न जाए बीत
ये घड़ी न जाए बीत तुझे मेरे गीत बुलाते हैं
आ लौट्…
ā lauṭ ke ājā mere mīt tujhe mere gīt bulāte haiṅ
merā sūnā paṛā re saṅgīt tujhe mere gīt bulāte haiṅ
barse gagan mere barse nayan dekho tarse hai man ab to ājā
śhītal pavan ye lagāe agan
o sajan ab to mukhaṛā dikhā jā
tūne bhalī re nibhāī prīt
tūne bhalī re nibhāī prīt tujhe mere gīt bulāte haiṅ
ā lauṭ…
ek pal hai hṇsnā ek pal hai ronā kaisā hai jīvan kā khelā
ek pal hai milnā ek pal bichhaṛnā
duniyā hai do din kā melā
ye ghaṛī na jāe bīt
ye ghaṛī na jāe bīt tujhe mere gīt bulāte haiṅ
ā lauṭ…