Aa laut ke aa jaa mere meet

आ लौट के आ जा मेरे मीत
Year
Language

लौट के आ, लौट के आ, लौट के आ
आ लौट के आजा मेरे मीत
तुझे मेरे गीत बुलाते हैं
मेरा सुना पड़ा रे संगीत
तुझे मेरे गीत बुलाते हैं

बरसे गगन, मेरे बरसे नयन
देखो तरसे है मन अब तो आ जा
शीतल पवन ये लगाये अगन
ओ सजन, अब तो मुखड़ा दिखा जा
तू ने भली रे निभाई प्रीत
तुझे मेरे गीत बुलाते हैं

एक पल है हंसना, एक पल है रोना
कैसा है जीवन का खेला
एक पल है मिलना, एक पल बिछड़ना
दुनिया है दो दिन का मेला
ये घड़ी ना जाये बीत

lauṭ ke ā, lauṭ ke ā, lauṭ ke ā
ā lauṭ ke ājā mere mīt
tujhe mere gīt bulāte haiṅ
merā sunā paṛā re saṅgīt
tujhe mere gīt bulāte haiṅ

barse gagan, mere barse nayan
dekho tarse hai man ab to ā jā
śhītal pavan ye lagāye agan
o sajan, ab to mukhaṛā dikhā jā
tū ne bhalī re nibhāī prīt
tujhe mere gīt bulāte haiṅ

ek pal hai haṅsnā, ek pal hai ronā
kaisā hai jīvan kā khelā
ek pal hai milnā, ek pal bichhaṛnā
duniyā hai do din kā melā
ye ghaṛī nā jāye bīt