आ के तेरी बाहों में हर शाम लगे सिंदूरी
आ के तेरी बाहों में हर शाम लगे सिंदूरी
मेरे मनको महकाए तेरे मन की कस्तूरी
महकी हवायें उड़ता आँचल, लट घुंघराले काले बादल
प्रेम सुधा नैनों से बरसे, पी लेने को जीवन तरसे
बाहों में कस लेने दे, प्रीत का चुंबन देने दे
इन अधरों से छलक न जाए यौवन रस अंगूरी
सुंदरता का बहता सागर, तेरे लिए है रूप के बादल
इंद्रधनुष के रंग चुराऊँ, तेरी जुल्मी माँग सजाऊँ
दो फूलों के खिलने का, वक्त यही है मिलने का
आजा मिलके आज मिटा दे थोड़ी सी ये दूरी
ā ke terī bāhoṅ meṅ har śhām lage siṅdūrī
mere manko mahkāe tere man kī kastūrī
mahkī havāyeṅ uṛtā āṇchal, laṭ ghuṅghrāle kāle bādal
prem sudhā nainoṅ se barse, pī lene ko jīvan tarse
bāhoṅ meṅ kas lene de, prīt kā chuṅban dene de
in adhroṅ se chhalak na jāe yauvan ras aṅgūrī
suṅdartā kā bahtā sāgar, tere lie hai rūp ke bādal
iṅdradhnuṣh ke raṅg churāūṇ, terī julmī māṇg sajāūṇ
do phūloṅ ke khilne kā, vakt yahī hai milne kā
ājā milke āj miṭā de thoṛī sī ye dūrī