Aa jaa tujhko pukaaren mere geet re, mere geet re

आ जा तुझको पुकारें मेरे गीत रे, मेरे गीत रे
Work
Year
Language

आ जा तुझको पुकारें मेरे गीत रे, मेरे गीत रे
ओ मेरे मितवा, मेरे मीत रे, आजा …

नाम न जानूं तेरा देश न जानूं
कैसे मैं भेजूं सन्देश न जानूं
ये फूलों की ये झूलों की, रुत न जाये बीत रे
आजा तुझको …

तरसेगी कब तक प्यासी नज़रिया
बरसेगी कब मेरे आँगन बदरिया
तोड़ के आजा छोड़ के आजा, दुनिया की हर रीत रे
आजा तुझको …

ā jā tujhko pukāreṅ mere gīt re, mere gīt re
o mere mitvā, mere mīt re, ājā …

nām na jānūṅ terā deśh na jānūṅ
kaise maiṅ bhejūṅ sandeśh na jānūṅ
ye phūloṅ kī ye jhūloṅ kī, rut na jāye bīt re
ājā tujhko …

tarsegī kab tak pyāsī nazriyā
barsegī kab mere āṇgan badriyā
toṛ ke ājā chhoṛ ke ājā, duniyā kī har rīt re
ājā tujhko …