आ जा सनम मधुर चाँदनी में हम्
म: आ जा सनम मधुर चाँदनी में हम
तुम मिलें तो वीराने में भी आ जाएगी बहार
झूमने लगेगा आसमां - 2
ल: कहता है दिल और मचलता है दिल
मोरे साजन ले चल मुझे तारों के पार
लगता नहीं है दिल यहाँ - 2
म: भीगी-भीगी रात में, दिल का दामन थाम ले
खोई-खोई ज़िन्दगी हरदम तेरा नाम ले
(ल: चाँद की बहकी नज़र, कह रही है प्यार कर
ज़िन्दगी है इक सफ़र, कौन जाने कल किधर ) - 2
दोनो: आ जा सनम मधुर …
म: दिल ये चाहे आज तो, बादल बन उड़ जाऊँ मैं
दुल्हन जैसा आसमां, धरती पर ले आऊँ मैं
(ल: चाँद का डोला सजे, धूम तारों में मचे
झूम के दुनिया कहे, प्यार में दो दिल मिले ) - 2
दोनो: आ जा सनम मधुर …
ma: ā jā sanam madhur chāṇdnī meṅ ham
tum mileṅ to vīrāne meṅ bhī ā jāegī bahār
jhūmne lagegā āsmāṅ - 2
la: kahtā hai dil aur machaltā hai dil
more sājan le chal mujhe tāroṅ ke pār
lagtā nahīṅ hai dil yahāṇ - 2
ma: bhīgī-bhīgī rāt meṅ, dil kā dāman thām le
khoī-khoī zindgī hardam terā nām le
(la: chāṇd kī bahkī nazar, kah rahī hai pyār kar
zindgī hai ik safar, kaun jāne kal kidhar ) - 2
dono: ā jā sanam madhur …
ma: dil ye chāhe āj to, bādal ban uṛ jāūṇ maiṅ
dulhan jaisā āsmāṅ, dhartī par le āūṇ maiṅ
(la: chāṇd kā ḍolā saje, dhūm tāroṅ meṅ mache
jhūm ke duniyā kahe, pyār meṅ do dil mile ) - 2
dono: ā jā sanam madhur …