आ जा री निंदिया तू आ के न जा
हूँ
( आ जा री निंदिया तू आ के न जा
नन्ही सी आँखों में घुल-मिल जा ) -2
आ जा री निंदिया
आ
बाग़ में कोई कली जो चिटके आँख इसकी खुल जाती है
हवा से कह दो धीरे आये -2
नींद किसी को आती है -3
आ जा री निंदिया तू आ के न जा
नन्ही सी आँखों में घुल-मिल जा
आ जा री निंदिया
सूरज की तेज़ धूप है दुनिया
सुबह सहे और शाम नहीं
दिल की कहानी क्या कहिये
आग़ाज़ तो है अंजाम नहीं
हूक सी दिल में उठती है -2
जब याद किसी की आती है
याद किसी की आती है -2
आ जा री निंदिया तू आ के न जा
नन्ही सी आँखों में घुल-मिल जा
आ जा री निंदिया
hūṇ
( ā jā rī niṅdiyā tū ā ke na jā
nanhī sī āṇkhoṅ meṅ ghul-mil jā ) -2
ā jā rī niṅdiyā
ā
bāġh meṅ koī kalī jo chiṭke āṇkh iskī khul jātī hai
havā se kah do dhīre āye -2
nīṅd kisī ko ātī hai -3
ā jā rī niṅdiyā tū ā ke na jā
nanhī sī āṇkhoṅ meṅ ghul-mil jā
ā jā rī niṅdiyā
sūraj kī tez dhūp hai duniyā
subah sahe aur śhām nahīṅ
dil kī kahānī kyā kahiye
āġhāz to hai aṅjām nahīṅ
hūk sī dil meṅ uṭhtī hai -2
jab yād kisī kī ātī hai
yād kisī kī ātī hai -2
ā jā rī niṅdiyā tū ā ke na jā
nanhī sī āṇkhoṅ meṅ ghul-mil jā
ā jā rī niṅdiyā