आ जा री चाँदनी हमारी गली चाँद लेके
आ जा री चाँदनी
आ जा री चाँदनी हमारी गली चाँद लेके आ जा
हमने नैन बिछाए
को :आ जा
बैठे लगन लगाए
को :आ जा
अब तो रहा न जाए
को :आ जा
mukha.Daa repeats with Lata and chorus interchanging their
lines
जब जब मौसम ले अंगड़ाई -2
बिजली चमकी बदली छाई -2
राम ही जाने क्या है बात नींद न आए सारी रात
आ जा री चाँदनी …
हमको पल-छिन साँझ-सकारे -2
छुप-छुप जाने कौन पुकारे -2
कर के सपनों में पहचान ऐसे न आया बेईमान
आ जा री चाँदनी …
इक रुत आए इक रुत जाए -2
बाली उमर बड़ा दुख पाए -2
न हमको नींद न उनको चैन नागिन बन गई काली रैन
आ जा री चाँदनी …
ā jā rī chāṇdnī
ā jā rī chāṇdnī hamārī galī chāṇd leke ā jā
hamne nain bichhāe
ko :ā jā
baiṭhe lagan lagāe
ko :ā jā
ab to rahā na jāe
ko :ā jā
mukha.Daa repeats with Lata and chorus interchanging their
lines
jab jab mausam le aṅgaṛāī -2
bijlī chamkī badlī chhāī -2
rām hī jāne kyā hai bāt nīṅd na āe sārī rāt
ā jā rī chāṇdnī …
hamko pal-chhin sāṇjh-sakāre -2
chhup-chhup jāne kaun pukāre -2
kar ke sapnoṅ meṅ pahchān aise na āyā beīmān
ā jā rī chāṇdnī …
ik rut āe ik rut jāe -2
bālī umar baṛā dukh pāe -2
na hamko nīṅd na unko chain nāgin ban gaī kālī rain
ā jā rī chāṇdnī …