आ जा रे आ ज़रा, लहरा के आ ज़रा
ये ज़िंदगी की महफ़िल, महफ़िल में हम अकेले
दामन को कोई थामे, ज़ुल्फ़ों से कोई खेले
आ जा रे आ ज़रा, लहरा के आ ज़रा
आँखों से दिल में समा
आ जा रे आ ज़रा …
देख फ़िज़ा में रंग भरा है
मेरे जिगर का ज़ख़्म हरा है
सीने से मेरे सर को लगा दे
हाथों में तेरे दिल की दवा है
आ जा रे आ ज़रा …
तेरे भी दिल में आग लगी है
मेरे भी दिल में आग लगी है
दोनों तरफ़ है एक सी हालत
दोनों दिलों पर बिजली गिरी है
आ जा रे आ ज़रा …
दिल का सुलगाना किसको दिखाऊँ
साँसों के तूफ़ाँ कैसे छुपाऊँ
आँखें क्या क्या देख रहीं हैं
दिल पे जो गुज़री कैसे बताऊँ
आ जा रे आ ज़रा …
ye ziṅdgī kī mahafil, mahafil meṅ ham akele
dāman ko koī thāme, zulfoṅ se koī khele
ā jā re ā zarā, lahrā ke ā zarā
āṇkhoṅ se dil meṅ samā
ā jā re ā zarā …
dekh fizā meṅ raṅg bharā hai
mere jigar kā zakhm harā hai
sīne se mere sar ko lagā de
hāthoṅ meṅ tere dil kī davā hai
ā jā re ā zarā …
tere bhī dil meṅ āg lagī hai
mere bhī dil meṅ āg lagī hai
donoṅ taraf hai ek sī hālat
donoṅ diloṅ par bijlī girī hai
ā jā re ā zarā …
dil kā sulgānā kisko dikhāūṇ
sāṇsoṅ ke tūfāṇ kaise chhupāūṇ
āṇkheṅ kyā kyā dekh rahīṅ haiṅ
dil pe jo guzrī kaise batāūṇ
ā jā re ā zarā …