आ जा पंछी अकेला है
सो जा निंदिया की बेला है
उड़ गयी नींद यहाँ मेरे नैन से
बस करो यूँ ही पड़े रहो चैन से
लागे रे डर मोहे, लागे रे
ये क्या डरने की बेला है
कितनी घूटी सी है ये फ़िज़ा
कितनी सुहानी है ये हवा
मर गये हम निकला दम मर गये हम
मौसम क्या अलबेला है
बिन तेरे कैसी अंधेरी ये रात है
दिल मेरा धड़कन मेरी तेरे साथ है
तनहा है, फिर भी दिल तनहा है
लागा सपनों का मेला है
ā jā paṅchhī akelā hai
so jā niṅdiyā kī belā hai
uṛ gayī nīṅd yahāṇ mere nain se
bas karo yūṇ hī paṛe raho chain se
lāge re ḍar mohe, lāge re
ye kyā ḍarne kī belā hai
kitnī ghūṭī sī hai ye fizā
kitnī suhānī hai ye havā
mar gaye ham niklā dam mar gaye ham
mausam kyā albelā hai
bin tere kaisī aṅdherī ye rāt hai
dil merā dhaṛkan merī tere sāth hai
tanhā hai, phir bhī dil tanhā hai
lāgā sapnoṅ kā melā hai