Aa jaa o jaan-e-jaan mere meharbaan

आ जा ओ जान-ए-जाँ मेरे मेहरबाँ
Year
Language

आ जा ओ जान-ए-जाँ मेरे मेहरबाँ
आ जा ओ जान-ए-जाँ
नैना का कजरा बुलाए
दिल का ये अचरा बुलाए
बाँहों का गजरा बुलाए
आ जा ओ जान-ए-जाँ …

जब से गया तू घर से
मेरी मुहब्बत तरसे
पलकों से सावन ( बरसे ) -2
( चंदा ) -3 चन्दा न गुज़रे इधर से
हर साँस दिल को दुखाए
ज़ख़्मों ने आँसू बहाए
आ जा ओ जान-ए-जाँ …

घुँघरू में नग़्मा तुम्हारा
आँखों में जलवा तुम्हारा
फूलों में मुखड़ा ( तुम्हारा ) -2
( तारों में ) -3 हँसना तुम्हारा
मेरी नज़र ललचाए
होंठों से निकले हाय
आ जा ओ जान-ए-जाँ …

ā jā o jān-e-jāṇ mere meharbāṇ
ā jā o jān-e-jāṇ
nainā kā kajrā bulāe
dil kā ye achrā bulāe
bāṇhoṅ kā gajrā bulāe
ā jā o jān-e-jāṇ …

jab se gayā tū ghar se
merī muhabbat tarse
palkoṅ se sāvan ( barse ) -2
( chaṅdā ) -3 chandā na guzre idhar se
har sāṇs dil ko dukhāe
zakhmoṅ ne āṇsū bahāe
ā jā o jān-e-jāṇ …

ghuṇghrū meṅ naġhmā tumhārā
āṇkhoṅ meṅ jalvā tumhārā
phūloṅ meṅ mukhaṛā ( tumhārā ) -2
( tāroṅ meṅ ) -3 hṇsnā tumhārā
merī nazar lalchāe
hoṅṭhoṅ se nikle hāy
ā jā o jān-e-jāṇ …