Aa jaa ke intazaar men, jaane ko hai bahaar bhee

आ जा के इंतज़ार में, जाने को है बहार भी
Work
Year
Language

आ जा के इन्तज़ार में, जाने को है बहार भी
तेरे बगैर ज़िन्दगी, दर्द बन के रह गई

अरमान लिये बैठे हैं हम
सीने में है तेरा ही ग़म
तेरे दिल से प्यार की वो तड़प किधर गई
आ जा के इन्तज़ार …

दिल की सदा पे ऐ सनम
बढ़ते गए मेरे कदम
अब तो चाहे जो भी हो दिल तुझे मैं दे चुकी
आ जा के इन्तज़ार …

ā jā ke intazār meṅ, jāne ko hai bahār bhī
tere bagair zindgī, dard ban ke rah gaī

armān liye baiṭhe haiṅ ham
sīne meṅ hai terā hī ġham
tere dil se pyār kī vo taṛap kidhar gaī
ā jā ke intazār …

dil kī sadā pe ai sanam
baṛhte gae mere kadam
ab to chāhe jo bhī ho dil tujhe maiṅ de chukī
ā jā ke intazār …