Aa jaa ke dil tujh ko ro ro pukaare

आ जा के दिल तुझ को रो रो पुकारे
Work
Year
Language

आ जा के दिल तुझ को रो रो पुकारे - 2
ऐसे मेरे दिन न गुज़रे गुज़ारे
साजन आ जा, आ जा, आ जा हो साजन आ जा

गोद में तेरा प्यार है खेले - 2
दिल में अरमानों के मेले - 2
भीगे भीगे नैना हमारे - 2
फूट रहे हैं दर्द तुम्हारे
साजन आ जा, आ जा, आ जा हो साजन आ जा

देस पराया लोग पराये - 2
कौन है जो मेरा ग़म खाये - 2
रोती हूँ इस दर्द के मारे - 2
छूट गये सब साथ सहारे
साजन आ जा, आ जा, आ जा हो साजन आ जा

ā jā ke dil tujh ko ro ro pukāre - 2
aise mere din na guzre guzāre
sājan ā jā, ā jā, ā jā ho sājan ā jā

god meṅ terā pyār hai khele - 2
dil meṅ armānoṅ ke mele - 2
bhīge bhīge nainā hamāre - 2
phūṭ rahe haiṅ dard tumhāre
sājan ā jā, ā jā, ā jā ho sājan ā jā

des parāyā log parāye - 2
kaun hai jo merā ġham khāye - 2
rotī hūṇ is dard ke māre - 2
chhūṭ gaye sab sāth sahāre
sājan ā jā, ā jā, ā jā ho sājan ā jā