Aa jaa ... bichhare hue saajan jis des gayaa hai

आ जा ... बिछड़े हुए साजन जिस देस गया है
Work
Year
Language

( आ जा ) -3 आ आ जा
बिछड़े हुए साजन जिस देस गया है
उस देस का रस्ता सपने में दिखा जा
आ जा …

बिरहा ने कलेजा यूँ कर दिया छलनी
जैसे कोई बन्सी
जंगल में पड़ी हो आहों से भरी हो
होंठों से लगा के आहों में समा के
तू गीत बना जा
आ जा …

हो नैन में ऐसे ज्यूँ सीप में मोती
और प्रान में ऐसे ज्यूँ दीप में ज्योति
सोता हुआ दीपक पल भर को जगा जा
आ जा …

( ā jā ) -3 ā ā jā
bichhaṛe hue sājan jis des gayā hai
us des kā rastā sapne meṅ dikhā jā
ā jā …

birhā ne kalejā yūṇ kar diyā chhalnī
jaise koī bansī
jaṅgal meṅ paṛī ho āhoṅ se bharī ho
hoṅṭhoṅ se lagā ke āhoṅ meṅ samā ke
tū gīt banā jā
ā jā …

ho nain meṅ aise jyūṇ sīp meṅ motī
aur prān meṅ aise jyūṇ dīp meṅ jyoti
sotā huā dīpak pal bhar ko jagā jā
ā jā …