आ हा आई मिलन की बेला देखो आई
र: आ हा आई मिलन की बेला देखो आई
बन के फूल हर कली मुस्कुराई
आ: आ हा आई मिलन की बेला देखो आई
उनसे नैन मिले मैं शरमाई
आ हा आई मिलन की …
जाने क्यों तेज़ हुई जाती है दिल की धड़कन
चुटकियाँ लेती है क्यों सीने में मीठी सी चुभन
र: प्यार जो करते हैं होता है यही हाल उनका
देखिए क्या-क्या दिखाएगी अभी दिल की लगन
आ हा आई मिलन की …
आज दुनिया मुझे कुछ और नज़र आती है
जिस तरफ़ देखिए तक़दीर मुस्कुराती है
आ: प्यार के रंग में रंग जाते हैं जब दिलवाले
देखते-देखते हर चीज़ बदल जाती है
आ हा आई मिलन की …
आज सर से मेरा आँचल क्यों उड़ा जाता है
मेरा दिल क्यों मेरे पहलू से खिंचा जाता है
र: मुन्तज़िर होगा कोई याद कर रहा होगा
दर्द सा उठता है जब याद किया जाता है
आ हा आई मिलन की …
ra: ā hā āī milan kī belā dekho āī
ban ke phūl har kalī muskurāī
ā: ā hā āī milan kī belā dekho āī
unse nain mile maiṅ śharmāī
ā hā āī milan kī …
jāne kyoṅ tez huī jātī hai dil kī dhaṛkan
chuṭkiyāṇ letī hai kyoṅ sīne meṅ mīṭhī sī chubhan
ra: pyār jo karte haiṅ hotā hai yahī hāl unkā
dekhie kyā-kyā dikhāegī abhī dil kī lagan
ā hā āī milan kī …
āj duniyā mujhe kuchh aur nazar ātī hai
jis taraf dekhie taqdīr muskurātī hai
ā: pyār ke raṅg meṅ raṅg jāte haiṅ jab dilvāle
dekhte-dekhte har chīz badal jātī hai
ā hā āī milan kī …
āj sar se merā āṇchal kyoṅ uṛā jātā hai
merā dil kyoṅ mere pahlū se khiṅchā jātā hai
ra: muntazir hogā koī yād kar rahā hogā
dard sā uṭhtā hai jab yād kiyā jātā hai
ā hā āī milan kī …