Aa gupchup gupchup pyaar karen

आ गुपचुप गुपचुप प्यार करें
Work
Year
Language

आ गुपचुप गुपचुप प्यार करें
छुपछुप आँखें चार करें

चाँद मुसाफिर रात के क्यों सुने हमारी बातें
तूने तो देखी होगी ऐसी कितनी ही रातें
छुप जा रे, जा छुप जा
तेरी मिन्नत सौ सौ बार करें

छुपना है तो जल्दी छुप जा
जा जा जा जा जा
प्यासे रह ना जाए दोनों, मैं और मेरा साथी
यूँ कब तक हम तक़रार करें
तेरी मिन्नत सौ सौ बार करें

ā gupchup gupchup pyār kareṅ
chhupchhup āṇkheṅ chār kareṅ

chāṇd musāphir rāt ke kyoṅ sune hamārī bāteṅ
tūne to dekhī hogī aisī kitnī hī rāteṅ
chhup jā re, jā chhup jā
terī minnat sau sau bār kareṅ

chhupnā hai to jaldī chhup jā
jā jā jā jā jā
pyāse rah nā jāe donoṅ, maiṅ aur merā sāthī
yūṇ kab tak ham taqrār kareṅ
terī minnat sau sau bār kareṅ