आ गयीं फिर से बहारें आ गयीं
दिल पे ग़म की बदलियाँ-सी छा गयीं
हसरतों के दाग़ वीराँ हो गये
हम तो दुनिया से परीशाँ हो गये
आप की यादें हमें तड़पा गयीं
आ गयीं
किस तरह दुनिया मेरी आबाद हो
तुम न आये तुम बड़े जल्लाद हो
दिल की कलियाँ खुद-ब-खुद मुरझा गयीं
आ गयीं …
ā gayīṅ phir se bahāreṅ ā gayīṅ
dil pe ġham kī badliyāṇ-sī chhā gayīṅ
hasartoṅ ke dāġh vīrāṇ ho gaye
ham to duniyā se parīśhāṇ ho gaye
āp kī yādeṅ hameṅ taṛpā gayīṅ
ā gayīṅ
kis tarah duniyā merī ābād ho
tum na āye tum baṛe jallād ho
dil kī kaliyāṇ khud-ba-khud murjhā gayīṅ
ā gayīṅ …