Aa gaye more piyaa

आ गये मोरे पिया
Work
Year
Language

( आ गये मोरे पिया
नाच रहा है मोरा जिया
प्यार ने दिल ले लिया
जीने न दिया
हाय लूट लिया ) -2

आ गये मोरे पिया

( आ गई हैं काली रातें, काली रातें
झूम रही हैं बरसातें, बरसातें ) -2
( भोलेपन की बातें, याद आयें पिया
हाय लूट लिया ) -2

( जान लगी घबराने
प्यार लगा पछताने
कौन हमारा ग़म जाने
याद ना तूने किया
हाय लूट लिया ) -2

आ गये मोरे पिया

( ā gaye more piyā
nāch rahā hai morā jiyā
pyār ne dil le liyā
jīne na diyā
hāy lūṭ liyā ) -2

ā gaye more piyā

( ā gaī haiṅ kālī rāteṅ, kālī rāteṅ
jhūm rahī haiṅ barsāteṅ, barsāteṅ ) -2
( bholepan kī bāteṅ, yād āyeṅ piyā
hāy lūṭ liyā ) -2

( jān lagī ghabrāne
pyār lagā pachhtāne
kaun hamārā ġham jāne
yād nā tūne kiyā
hāy lūṭ liyā ) -2

ā gaye more piyā