आ दिल से दिल मिला ले इस दिल में घर बसा ले
( आ दिल से दिल मिला ले ) -2 इस दिल में घर बसा ले
ओ रसिया मन-बसिया आजा गले लगा ले
आ दिल से दिल …
दिल के चमन में कब से बुलबुल चहक रही है -2
फूलों के इस बदन में ख़ुश्बू महक रही है -2
कंगना में मेरे लाखों अरमाँ चमक रहे हैं -2
( अँगना में तेरे साजन ) -2 घुँघरू झनक रहे हैं
आ दिल से दिल …
चमकेंगे लाख चन्दा ये रात फिर ना आए -2
होंगी हज़ार बातें ये बात फिर ना आए -2
साजन यूँ संग तन के मन साथ फिर ना आए -2
( नवरंग सा रंगीला ) -2 प्रभात फिर ना आए
आ दिल से दिल …
( ā dil se dil milā le ) -2 is dil meṅ ghar basā le
o rasiyā man-basiyā ājā gale lagā le
ā dil se dil …
dil ke chaman meṅ kab se bulbul chahak rahī hai -2
phūloṅ ke is badan meṅ khuśhbū mahak rahī hai -2
kaṅgnā meṅ mere lākhoṅ armāṇ chamak rahe haiṅ -2
( aṇgnā meṅ tere sājan ) -2 ghuṇghrū jhanak rahe haiṅ
ā dil se dil …
chamkeṅge lākh chandā ye rāt phir nā āe -2
hoṅgī hazār bāteṅ ye bāt phir nā āe -2
sājan yūṇ saṅg tan ke man sāth phir nā āe -2
( navraṅg sā raṅgīlā ) -2 prbhāt phir nā āe
ā dil se dil …