आ चली रे चली रे गोरी पनिया भरन को
ल: आ आ आ आ -2
चली रे चली रे गोरी पनिया भरन को -2
पनिया भरन को -2
कि: पनिया भरन को के मिलने सजन को -2
ल: चली रे चली रे …
सैंया से मिलने जो जाती गुजरिया -2
साथ भला काहे लाती गगरिया
कि: हो हो हो ओ ओ ओ
साथ अगर तू न लाती गगरिया
तो शक़ करती तुझपे सारी नगरिया
राधा गई थी कहाँ
राधा गई थी यूँ ही मिलने किसन को
ल: चली रे चली रे …
कि: जाने दे गोरी छोड़ बहाना
अब तो मुश्किल है बात छुपाना
देखा है तेरे मुखड़े पे प्रीत का मैने रंग सुहाना
ल: तू न मानेगा मैने माना
बात में झूमें आज ज़माना
बोले देखी है प्रीत मैने बावरा है तू है दीवाना
कि: हाँ क्या किसने कभी देखा है पवन को -2
चली रे चली रे …
ल: माने अगर तू ना मेरी बतियों से -2
पूछ ले चाहे तो मेरी सखियों से
कि: हो हो हो हो ओ ओ
काम चलेगा ना इन बतियों से
के साफ़ है ज़ाहिर तेरी अंखियों से
किसी ने चुराया क्या
किसी ने चुराया हुआ है तेरे मन को
ल: चली रे चली रे …
la: ā ā ā ā -2
chalī re chalī re gorī paniyā bharan ko -2
paniyā bharan ko -2
ki: paniyā bharan ko ke milne sajan ko -2
la: chalī re chalī re …
saiṅyā se milne jo jātī gujriyā -2
sāth bhalā kāhe lātī gagriyā
ki: ho ho ho o o o
sāth agar tū na lātī gagriyā
to śhaq kartī tujhpe sārī nagriyā
rādhā gaī thī kahāṇ
rādhā gaī thī yūṇ hī milne kisan ko
la: chalī re chalī re …
ki: jāne de gorī chhoṛ bahānā
ab to muśhkil hai bāt chhupānā
dekhā hai tere mukhaṛe pe prīt kā maine raṅg suhānā
la: tū na mānegā maine mānā
bāt meṅ jhūmeṅ āj zamānā
bole dekhī hai prīt maine bāvrā hai tū hai dīvānā
ki: hāṇ kyā kisne kabhī dekhā hai pavan ko -2
chalī re chalī re …
la: māne agar tū nā merī batiyoṅ se -2
pūchh le chāhe to merī sakhiyoṅ se
ki: ho ho ho ho o o
kām chalegā nā in batiyoṅ se
ke sāf hai zāhir terī aṅkhiyoṅ se
kisī ne churāyā kyā
kisī ne churāyā huā hai tere man ko
la: chalī re chalī re …