Aa chal ke tujhe main le ke chaloon

आ चल के तुझे मैं ले के चलूं
Year
Language

आ चल के तुझे, मैं ले के चलूं
इक ऐसे गगन के तले
जहाँ ग़म भी न हो, आँसू भी न हो
बस प्यार ही प्यार पले
इक ऐसे गगन के तले

सूरज की पहली किरण से, आशा का सवेरा जागे (2)
चंदा की किरण से धुल कर, घनघोर अंधेरा भागे (2)
कभी धूप खिले कभी छाँव मिले
लम्बी सी डगर न खले
जहाँ ग़म भी नो हो, आँसू भी न हो …

जहाँ दूर नज़र दौड़ आए, आज़ाद गगन लहराए
जहाँ रंग बिरंगे पंछी, आशा का संदेसा लाएं (2)
सपनो मे पली हँसती हो कली
जहाँ शाम सुहानी ढले
जहाँ ग़म भी न हो, आँसू भी न हो …
आ चल के तुझे मैं ले के चलूं …

सपनों के ऐसे जहाँ में जहाँ प्यार ही प्यार खिला हो
हम जाके वहाँ खो जाएँ शिकवा ना कोई गिला हो
कोई बैर न हो, कोई ग़ैर न हो
सब मिलके यूँ चलते चलें
जहाँ ग़म भी न हो, आँसू भी न हो …
आ चल के तुझे मैं ले के चलूं …

ā chal ke tujhe, maiṅ le ke chalūṅ
ik aise gagan ke tale
jahāṇ ġham bhī na ho, āṇsū bhī na ho
bas pyār hī pyār pale
ik aise gagan ke tale

sūraj kī pahlī kiraṇ se, āśhā kā saverā jāge (2)
chaṅdā kī kiraṇ se dhul kar, ghanghor aṅdherā bhāge (2)
kabhī dhūp khile kabhī chhāṇv mile
lambī sī ḍagar na khale
jahāṇ ġham bhī no ho, āṇsū bhī na ho …

jahāṇ dūr nazar dauṛ āe, āzād gagan lahrāe
jahāṇ raṅg biraṅge paṅchhī, āśhā kā saṅdesā lāeṅ (2)
sapno me palī hṇstī ho kalī
jahāṇ śhām suhānī ḍhale
jahāṇ ġham bhī na ho, āṇsū bhī na ho …
ā chal ke tujhe maiṅ le ke chalūṅ …

sapnoṅ ke aise jahāṇ meṅ jahāṇ pyār hī pyār khilā ho
ham jāke vahāṇ kho jāeṇ śhikvā nā koī gilā ho
koī bair na ho, koī ġhair na ho
sab milke yūṇ chalte chaleṅ
jahāṇ ġham bhī na ho, āṇsū bhī na ho …
ā chal ke tujhe maiṅ le ke chalūṅ …