आ भी जा आ भी जा ऐ सुबह आ भी जा
ल: ( आ भी जा आ भी जा ऐ सुबह आ भी जा -2
रात को कर विदा दिलरुबा आ भी जा ) -2
आ भी जा आ भी जा ऐ सुबह आ भी जा
मेरे मेरे दिल के पागलपन की ओ सीमा क्या है
यूँ तो तू है मेरी छाया तुझमें ओ तेरा क्या है
मैं हूँ गगन तू है ज़मीं अधूरी सी मेरे बिना
रात को कर विदा दिलरुबा आ भी जा
आ भी जा आ भी जा ऐ सुबह आ भी जा -2
सु: देखूँ चाहे जिसको कुछ-कुछ तुझसा दिखता क्यूँ है
जानूँ जानूँ ना मैं तेरा-मेरा रिश्ता क्यूँ है
कैसे कहूँ कितना बेचैन है दिल मेरा तेरे बिना
रात को कर विदा दिलरुबा आ भी जा
आ भी जा आ भी जा ऐ सुबह आ भी जा -2
la: ( ā bhī jā ā bhī jā ai subah ā bhī jā -2
rāt ko kar vidā dilrubā ā bhī jā ) -2
ā bhī jā ā bhī jā ai subah ā bhī jā
mere mere dil ke pāgalpan kī o sīmā kyā hai
yūṇ to tū hai merī chhāyā tujhmeṅ o terā kyā hai
maiṅ hūṇ gagan tū hai zamīṅ adhūrī sī mere binā
rāt ko kar vidā dilrubā ā bhī jā
ā bhī jā ā bhī jā ai subah ā bhī jā -2
su: dekhūṇ chāhe jisko kuchh-kuchh tujhsā dikhtā kyūṇ hai
jānūṇ jānūṇ nā maiṅ terā-merā riśhtā kyūṇ hai
kaise kahūṇ kitnā bechain hai dil merā tere binā
rāt ko kar vidā dilrubā ā bhī jā
ā bhī jā ā bhī jā ai subah ā bhī jā -2