Aa aajaa dikhaaoon tujhe jannat kee shaam

आ आजा दिखाऊँ तुझे जन्नत की शाम्
Year
Language

आ आजा दिखाऊँ तुझे जन्नत की शाम
ज़ुल्फ़ों की छैंया में कर ले आराम
आ आजा …

जो रंग मेरे बदन में है वो गुलों में कहाँ
महक उठी है ये महफ़िल अजब गुलाब हूँ मैं
मेरी अदा मेरी पायल ये गीत मस्ताने
मेरा जवाब नहीं हाय लाजवाब हूँ मैं
आँखें मिला के पी ले आँखों के जाम
आ आजा …

जहाँ में आये हो कुछ रोज़ ऐश कर जाओ
न जाने कल ये ज़माना रहे रहे न रहे
ये ज़िंदगी है बड़ी बेवफ़ा तुम्हारी क़सम
न जाने कल ये तराना रहे रहे न रहे
देखा जायेगा जो होगा अंजाम
आ आजा …

ā ājā dikhāūṇ tujhe jannat kī śhām
zulfoṅ kī chhaiṅyā meṅ kar le ārām
ā ājā …

jo raṅg mere badan meṅ hai vo guloṅ meṅ kahāṇ
mahak uṭhī hai ye mahafil ajab gulāb hūṇ maiṅ
merī adā merī pāyal ye gīt mastāne
merā javāb nahīṅ hāy lājvāb hūṇ maiṅ
āṇkheṅ milā ke pī le āṇkhoṅ ke jām
ā ājā …

jahāṇ meṅ āye ho kuchh roz aiśh kar jāo
na jāne kal ye zamānā rahe rahe na rahe
ye ziṅdgī hai baṛī bevafā tumhārī qasam
na jāne kal ye tarānā rahe rahe na rahe
dekhā jāyegā jo hogā aṅjām
ā ājā …